FAQ kya hai aur aap ko is se kya fayda
Ek211 ke FAQ section mein aap ko har tarah ke sawalat ke jawab mil jaayein ge. Agar aap account banana chahte ho toh pehli qadam kya hai, agar deposit karna ho toh kaun sa tarika sab se asan hai, ya phir aap ke withdrawals mein kitna waqt lagta hai - yeh sab kuch yahan explain hai. Hamari FAQ specially Pakistan ke liye
tayyar kiya gaya hai jahan aap ke local payment methods jaise JazzCash, Easypaisa, SadaPay aur Raast use ho sakte hain. Agar koi sawal solve na ho toh hamara support team bhi har waqt madd ke liye tayyar hai.
- JazzCash
- Easypaisa
- SadaPay
- Raast